Hi Friends,
How r you,
Main hu aapki Manisha,
Doston aaj hm discuss krenge ki hm apne baby ki care kese kre unke teeth niklne ke time.
jese ki hm jaante hi hai and hmne pichle blog me teeth niklne ke time ke signs discussd kiye the ki us time baby bahot irritable ho jata hai.usko bahot pain hota hai or baby hr time chid chid krta hai. rota rehta hai.
To aaj hm apne baby ke teeth niklne ke time pe unki kese care kre jis se unka pain kafi hadd tak km ho jaye or baby ko aaram mile or unki teething process bina jayada mushkil ke complete ho jaye.
1. Maintain cleaning: - Teeth niklne ke time baby bahot irritatin mehsus krta hai isliye vo hr thing apne mouth me daalta hai, fir chahe toys ho ya hand ho ya koi bhi cloth ho means kutch bhi ho vo hr thing ko muh me daal kr chabana chahta hai. kyonki baby ko esa krne se aaram milta hai. but usko nahi pta ki kya clean hai or kya nahi. jis se germs unke tummy me chale jate hain or baby bimar ho jata hai ,loosemotios ya bukhar ke yahi reason hain. so isliye parents ki responcibility bnti hai ki baby ke aas pass puri cleaning rakhe.usko hr thing clean krke hi de.
2. Avoid Medicine:---- Teething ek natural process hai .teething baby ki growth ka ek part hai so iske liye hme koi medicine baby ko nahi khilani chahiye. thodi bahot home remidies use kr skte hain jo aap ghar pr bna skte ho but iske allava kutch na do. medicine khilane se baby ki body ,uske harmons disturb honge.so avoid medicine during teething.
3. Use gripe water:--- agar tummy me gess vagera bn gai hai to pet ko aaram dene ke liye aap apne baby ko gripewater de skte hain. but daily mt do. thode thode gap me hi do.
4. Calcarea phose homeopathic medicine:--- ye calcium ki meethi meethi tablets hoti hain,agar baby jayada hi irritable or uncomfortable ho raha hai to aap ye homeopathic tablets de skte ho. iski two goli morning me and two goli night me de skte ho. is se aapke baby ko kafi arram milega or vo chain se so jayega. ye bhi regularly mt do gap rakho habit mt daalo.
5. Touch with clean hands:----- aap apne hatho ko atche se dettol hand wash se dhokr kr means saaf finger se apne baby ke masoodo ko press kre is se bhi baby ko aaram milega.
6. Cold things:--- Clean kapde ko cold water me bhigokar baby ke gums ki massage kre. slowly slowly press kre.baby ko aaram milega.kyonki thandi cheeze jaldi aaram deti hain masoodo ko.
7. Carrot ,radish and cucumber ke lambe se slices krke apne baby ko do. vo inko chabayega or unki irritation kutch km hogi.
8. Apne ghar ka floor atche se kisi firnayal jese lizol se clean kre.kyonki baby ko habit hoti hai niche se utha kr hr cheez muh me dalne ki. clean farsh hoga to tummy me germs ja hi nahi paayenge.
9. Baby ko khane me bolied aallu , apple mesh krke, patli c khichdi, patla sa daliya,mung ki daal ka pani,roti dahi ya daal me atche se bhigo kr khilaye. and baby ko cow milk hi de.
10. Two spoons sounf ko pani me boil krke apne baby ko day me 3 to 4 baar pilaye. is se bhi aaram milega.
11. Honey:--- baby ke masoodo pr honey se slowly slowly masaage kr skte hain. day me 4 to 5 baar.
12. Grapes ke ras me honey milakr bhi masoodo pr masaage kr skte hain. is se bhi baby aaram mehsus krega.
13. Tulsi ke patiyo ko atche se wash krke unka ras nikal lijiye fir isme honey milkar baby ko pilaye. is se bhi bache ki irritation kutch km hogi.
14. Baby ko carrot ka juice, apple juice,anaar ka juice,grapes juice jayada se jayada pilaye. ye juices teething process me jayada best hain.
15. Summers me lassi me thoda kaala namak dal kr pilane se bhi baby ke tummy ko aaram milega. uski irritation km hogi.
16. Thoda sa bhuna hua Suhaga and honey mix krke bhi baby ke masoodo pr ragad skte hain .is se bhi baby ko aaram milega.
17. Aamle ka ras bhi baby ke masoodo pr lga skte hain ye bhi ek best option hai baby ke teething me aaram dene ke liye.
friends ye nuskhe main bhi apne twins ke
teething process me use kr rahi hu.i hope aapko atche lge ho and aap apne baby ke liye inhe apnayenge. Bas sb se jayada cleaning ka dhayan rakhe. specially jab tak baby chotta hai tab tak to hme jayada dhayan dena hi padta hai.
So doston aaj ke liye itna hi fir milte hai kutch new lekr . aap comments me koi new topic bhi mujhe sujha skte hain. main wait krugi aapke comments ka.
So tab tak ke liye bye and god bless u.
Love u all.

Comments
Post a Comment