Skip to main content

Posts

Showing posts from February 10, 2019

How to avoid medicines in our life

Hello Friends, kese hain aap, Main hu aapki Manisha, Friends ye to hm sb chahte he hain ki jitna ho ske hm hmesha doctors or medicines se dur hi rahe. but esa possible nahi ho pata kyonki hm bahot laprvahi se life ko jeete hain .agar apni busy life se thoda sa time khud ke liye bhi nikala jaye or apni health ke liye apni life style me kutch changes kiye jaye to kaafi hdd tak hm healthy fit bhi rahenge or medicines se bhi dur reh paayenge.  so friends aaj hm yahi discuss krenge ki apni life style ko kese healthy bnaya bhi ja skta hai or healthy rakha bhi ja skta hai. 1. Healthy food with healthy hands:- - friends ye to hm sb jaante hi hai ki agar khud ko healthy rakhna hai to hme junk food,oily food,colddrinks ko apni life se nikaal kr healthy food ko apnana hoga. but healthy food tabhi tummy me jaakr hme healthy bnayaegA jab food ko healthy hands means saaf hatho se khaya jaye. jab hm ghar pr hote hain to hm soap se hatho ko saaf kr lete hain or is tarah saaf hands se k

How Can Help Our Baby During Teething Process?

Hi  Friends, How r you, Main hu aapki Manisha, Doston aaj hm discuss krenge ki hm apne baby ki care kese kre unke teeth niklne ke time. jese ki hm jaante hi hai and hmne pichle blog me teeth niklne ke time ke signs discussd kiye the ki us time baby bahot irritable ho jata hai.usko bahot pain hota hai or baby hr time chid chid krta hai. rota rehta hai. To aaj hm apne baby ke teeth niklne ke time pe unki kese care kre jis se unka pain kafi hadd tak km ho jaye or baby ko aaram mile or unki teething process bina jayada mushkil ke complete ho jaye. 1. Maintain cleaning : - Teeth niklne ke time baby bahot irritatin mehsus krta hai isliye vo hr thing apne  mouth me daalta hai, fir chahe toys ho ya hand ho ya koi bhi cloth ho means  kutch bhi  ho vo hr thing ko muh me daal kr chabana chahta hai. kyonki baby ko esa krne se aaram milta hai. but usko nahi pta ki kya clean hai or kya nahi. jis se germs unke tummy me chale jate hain or baby bimar ho jata hai ,loosemotios ya bukhar ke y
satta king