Hello friends, How r u. Main hu aapki Manisha. Aaj ki mann ki baat hai un sbhi moms ke liye jinke kids school jate hain. Main bhi ek maa hu so i can understand ki hr maa ko apne bache ki chinta lagi rehti hai,ki school me vo apna dhayan kese rakhega,thik se khana kha payega or jo khana aap de rahe ho kya vo usko healthy tarike se khaa payega? Ese bahot se questions aapko pareshaan krte honge.kyonki maa school me apne bache ke sath uska dhayan rakhne nahi jaa skti. tab kya kiya jaye? Ab hr Maa apne bache ko healthy tifins to de deti hai pr main motto hai ki ye khana uske tummy me without jerms jaa payega? Iska ek chota sa Solution hai ki ab se Apne bache ko tifin box ke sath kisi bhi trusted company ka hand sanitizer jaroor dijiye. kyonki school me hr time to hand wash krna possible nahi hota.or bache kitni activities krte hain,kitne game khelte hain school time Me. isliye its necessary ki bache kutch bhi khaye uske pehle vo apne hath sanitizer se atche se saaf kre or
Baby's Health related discussion as well as personal hygienic and health topics. in short my blog website is specifically related to health and hygiene concepts.www.healthymannkibaat.com