Skip to main content

Aao sawtchta ki or kadam badhaye and healthy life paaye.

Hello dosto,

Main hu Manisha
kafi dino se mn me ye vichar aa raha tha ki aap ke sath mn ki baat share ki jaye. 

Dosto ye to sb chahte hain ki hm hmesha healthy rahe,but is manjil ko paane ki koshish me kahin na kahin dheel ho jati hai
or hm bimar ho jate hain.
To aaj hm khud ko healthy rakhne ke ek chote se tareeke ke baare me vichar krte hain. 
shayad aapko atcha lge or aap ise apni life me apply kre.
main to hmesha ise follow krti hu or khud ko or apne parivaar ko healthy rakh pati hu.

Dosto hm ladies hmesha healthy food bnate hain.Pr hmara parivaar usko atche tareeke se khaa pata hai?
ye chinta hr samaye hme lgi rehti hai.
to iska ek atcha sa healthy tareeka ye hai ki
apne parivaar me bhojan se pehle hath dhone ki aadat ko apnaye.chahe jitni bhi jaldi ho pr please hand wash krke hi khana khaye.
handwash krne ke liye sb se best hai ki liquid soap ka use kiya jaye.
for example DETTOL,SAVLON,LIFEBOY jese 
bahot sare options hain. jo hm use kr skte hain.in sbme ye show bhi kiya gya hai ki 99.9% germs kill krenge.
liquid isliye kyonki ye bottel me rehta hai, jabki saboon pr sbke hatho ki vajah se germs lagte rehte hain. isliye liquid hand wash hi sbse best hai.
to dosto apna ke dekhiye is healthful life style ko.
I am sure,Faayda hi hoga health me bacho se lekar bado ko.
To ab se kitni bhi jaldi ho bina hand wash kiye na to khana bnayege na khayege or na apne parivaar ko khane denge.

Aasha krti hu ki aapko mera health bhara sujhaav atcha lga hoga.to ise apne jeewan me apnaye or atche health ki taraf kadam badaye.
meri is mn ki baat ko like kijiyega.taaki ek naye healthy vichaar ke sath main aapke sath apne mn ki baat share kr sku.
Love u all and GOD bless u.
see u soon..........

Comments

Popular posts from this blog

How to maintain hygiene in COVID-19 ( coronavirus )

Hello Friends, Kaise hai aap sabhi main hu aapki blogger as well as youtuber manisha  welcome to my healthy mann ki baat  Aaj hum discuss karenge coronavirus se bachne ke liye kuch hygiene tips... Un jese dangerous diseases se khud ko aur apni families ko kaise safe rakhe with help of some hygienic habbits. take some steps to lower your risk of getting sick. here are some things you should do.:--- 1. Wash and clean everything:-  Sabhi products jo aap market se buy karke laate hain chahe wo Consume karne ke ho ya use karne ke ho unhe acche se clean kijiye if possible please wash them anotherwise you can sanitize them. I believe only in dettol but you can use any cleaning fluid which you have faith. aap khud sochiye koi bhi samaan jo aap tak pahunch raha hai vo many parsons ke hatho se touch hokr aa raha hai. isliye inko sanitize krna bahot jaruri hai. bina clean kiye direct use krna is not healthy for you and your family. even bacho ke new  toys bhi sanitize krke hi dij

Baby's Milk Teething Process

Hi friends, how are you, Main hu aapki Manisha, Sorry friends blog likhne me kafi delay ho gya. lakin ab yahi koshish rahegi ki jaldi se jaldi blogs likhti rahu and aapke sath apne mann ki baat share krti rahu...... Aaj ki healthy mann ki baat ka topic hai babies ke first teeth jinko milk teeth bhi kehte hai unke process ke baare me discussion. Friends hm sb parents ke mann me apne babies ki health ko lekr or unke growth ko lekr questions chalte rehte hain. or sath hi baby ke aane wale milk teeth ke baare me bhi hm sab uttsuk rehte hai.hm ye knowledge lena chahte hai ki hmare baby ke teeth kb aayenge kese aayenge or kab tak teeth process complete hoga? So aaj hm babies ke primary teething process ke bare me jaanege. Jese ki hm jaante hi hai ki milk teeth aane me babies ko bahot pain sehan krna padta hai. Milk teeth Six month se niklana shuru hote hain and  baby  jab three years ka ho jata hai tab tak ye process chalta hai. Means Milk teeth ka process 6 Month  to 3years tak

कैसे करें सर्दियों के मौसम में त्वचा की देखभाल?

नमस्कार दोस्तों, कैसे हैं आप सभी। मैं हूं आपकी ब्लॉगर साथ ही साथ you tuber मनीषा । आप सभी का स्वागत है मेरे ब्लॉग वेबसाइट हेल्दी मन की बात में (Healthy mann ki baat). दोस्तों सर्दी का मौसम आ चुका है सभी को सर्दी का मौसम बहुत अच्छा लगता है चिलचिलाती धूप गर्मी पसीने से सभी को छुटकारा मिल जाता है और तीखी धूप अब प्यारी और नरम लगने लग जाती है। सर्दियों का मौसम सेहत के लिए भी बहुत अच्छा माना जाता है सर्दियों में हम ड्राई फ्रूट्स का सेवन कर सकते हैं जिससे हमारे शरीर को कोई नुकसान भी नहीं होता। सर्दियों के मौसम में गरमा गरम भोजन करने का भी अपना ही आनंद होता है। सर्दियों के मौसम में  गरम मुलायम रजाई  में सोने का लुत्फ़ ही बहुत स्पेशल होता है।  परंतु सर्द हवाएं हमारी त्वचा की नमी को चुरा लेती हैं जिससे हमारी  त्वचा रूखी और बेजान होने लग जाती है, ऐसे में सर्दियों में लोग तरह-तरह के क्रीम लोशन इस्तेमाल करते हैं लेकिन इससे त्वचा पर कुछ ज्यादा खास या गहरा असर नहीं पड़ता है। इसलिए आज हम कुछ ऐसे घरेलू नुस्खों  की बात करेंगे जो आप बहुत आसानी से बना सकते हैं और इनका इस्तेमाल करके सर्दियों में अपनी त्वचा
satta king