Skip to main content

Posts

Showing posts from May 31, 2020

How to remove Dark Circles from under eyes

Hi Friends, Kese hain aap sbhi, main hu aapki blogger Manisha, welcome to Healthy mann ki baat.... Friends aaj ke blog me hm discuss krenge ki kese hm apni aankho ke niche ke dark circles ko remove kr skte hai kutch easy se tips se... Aankhon ke niche dark circles ek aam samsya hai, jo men and women sbhi me hoti hai. pehle ye problem 40-45 ki age ke baad hoti thi but aajkal ye problem kisi bhi age ke person me dekhi ja skti hai. Aankhen hmare sharir ka sbse pyara part hai jinse hm ye beautiful duniya dekh skte hain. isliye jaroori hai ki  hm apni aankhon ka khayal bahot atche se rakhe. Aankho ki khubsurti se insaan ki khubsurti ka ehsaas hota hai. isliye apni aankho ki care krna bahot jaroori hai. Eyes ke aass pass ki skin bahot hi naazuk hoti hai isliye iski care bahot hi carefully krni chahiye. Reasons of Dark Circles:--- 1. Age 2. Stress 3. uses of Computer ,T.V and mobile 4. Pregnancy 5. Smoking and Drinking 6. Pollution 7. Not proper slipping 8. Not proper

मास्क और सैनिटाइजर की जीवन में बढ़ती मांग

नमस्कार दोस्तों, कैसे हैं आप सभी, आशा करती हूं सब ठीक से होंगे और मेरी healthy mann ki baat पढ़ते भी होंगे और उस पर अमल भी करते होंगे।  मैं हूं आपकी ब्लॉगर साथ ही youtuber मनीषा और आप सभी का बहुत बहुत स्वागत है मेरी ब्लॉग वेबसाइट "healthy mann ki baat" में। दोस्तों आज हम बात करेंगे जिंदगी में बढ़ती Mask और  Sanitizer की जरूरत के बारे में।  पूरी दुनिया में कोरोना वायरस अपने पैर जमा कर बैठ गया है जो कि जाने का नाम ही नहीं ले रहा है। इसी corona virus के खतरे को देखते हुए सुरक्षा के लहजे से ही हमारे संपूर्ण भारत में 2 महीने के लिए संपूर्ण लोक डाउन घोषित किया गया था जिसका ज्यादा से ज्यादा भारत वासियों ने पूरे नियमों के साथ पालन किया, परंतु इस लोक डाउन का उल्लंघन करने वाले कई मामले भी हमारे देश में सामने आए।  इसका मतलब यही है कि दुनिया में अभी भी बहुत से लोग ऐसे हैं जो इस क्रोना वायरस को मजाक के रूप में ही ले रहे हैं। जिसके कई उदाहरण हमें tik tok जैसी app पर भी मिल जाते हैं।  दोस्तों हंसी मजाक एक सीमा तक अच्छा लगता है परंतु अभी बात बहुत ज्यादा गंभीर होती जा

How to Care our hair?

Hello Friends, kese hain aap sbhi, i hope sbhi thik ho khush ho..... main hu aapki blogger Manisha, Welcome to Healthy mann ki baat .... Friends aaj ke blog me hm discuss krenge ki hm apne hair ki kese dekhbhaal kre ki hmare baal healthy and beautiful ban jaye..... Hair bhi every season me care chahte hain,fir chahe summers ho, winters ho ya fir Rainy  season ho. every age Group persons apne hair ki care karna chahte hain.  issi liye kabhi Costly shampoos use krte hain and ya fir beauty parlours me jaakr paise kharch kar dete hain.... but agar aapne notice kiya ho to purane jamaane ke logo ke baal abhi bhi kaale ghane and lambe dikhai dete hain. kyonki hmare daadi -daada, Naani-naanu apne jamaane  me home made nuskhe use krte the... Aajkal ke logo me jese jese age increase hoti hai ,baalo ka jhadna bhi shuru ho jata hai. and age se pehle hi baal white hone lagte hain. and hm life me itne busy rehte hain ki baalo ki care ka time hi nahi milta. so hm yaha kutch aasaan  se h
satta king