Hi friends, How r u, Main hu aapki Manisha. Welcome to all of u in healthy mann ki baat.... Friends winter jaa chuka hai apni halki halki sun light fella ke, and summer aagya hai apni chilmilati grmi ke sath. Specially small babies ke liye to summer season bahot jayada pareshaani leke aata hai. Summers me bacho ko dehydration, Over heating, Diapers rashes, heat rashes etc.. ki pareshaani ho skti hai. So aaj hm discuss krenge ki summers me babies ka khayal kese rakhe..... 1):-- Clothings:- - Babies ke cloths ka specially dhayan rakho. Cotton clothing is best option for summer time. light colour hi select kro dark colour ke kapde garmi dete hain. tight fitting wale kapdo me jayada sweating aata hai jis se body rashes ho jate hain so loose fitting wale kapde pehnaao. and jab bhi baby ko aap walk pr leke jate ho to full seleves ke kapde pehnaao. full selves se mosquitos se safty rahegi. and if aapka baby agar A.C me sota hai to bhi full seleves ke shirts hi pehn