Hello doston, How r u, Main hu aapki Manisha, Doston aaj hm discuss krenge ki winter me babies ki skin ki caring kese Kre? Aap sb jaante hi hai ki Winters me bacho ka khayal bahot atche se rakhna padta hai nahi to vo bimar ho jayenge. kyonki winter ke Season me virus bahot jaldi felta hai, jis se chote babies bahot jaldi bimar ho jate hain. Isliye hm sb chahte hai winter season aasaani se complete ho jaye kyonki bahot mushkil time hota hai ye chotte chotte babies ke liye to specially. So aaj main aapke sath share krunngi kutch ese tips jis se bacho ko is winter kafi help milegi. Baby skin care:-- Winters me babies ki skin bahot jayada dry ho jati hai. dryness ki vajah se rashes ho jate hain. ya babies ko itchiness hone lagti hai. or elerzy bhi ho jati hai.Winters me babies uncomfortable feel krne lagte hain. but vo kisi ko bol nahi skte. isliye Parents ki responsibility hai ki vo apne babies ki skin ki atche se care kre. jis se babies ko koi problem ho hi na. Sk
Baby's Health related discussion as well as personal hygienic and health topics. in short my blog website is specifically related to health and hygiene concepts.www.healthymannkibaat.com