Hi friends, how are you,
Main hu aapki Manisha,
Sorry friends blog likhne me kafi delay ho gya. lakin ab yahi koshish rahegi ki jaldi se jaldi blogs likhti rahu and aapke sath apne mann ki baat share krti rahu......
Aaj ki healthy mann ki baat ka topic hai babies ke first teeth jinko milk teeth bhi kehte hai unke process ke baare me discussion.
Friends hm sb parents ke mann me apne babies ki health ko lekr or unke growth ko lekr questions chalte rehte hain. or sath hi baby ke aane wale milk teeth ke baare me bhi hm sab uttsuk rehte hai.hm ye knowledge lena chahte hai ki hmare baby ke teeth kb aayenge kese aayenge or kab tak teeth process complete hoga?
So aaj hm babies ke primary teething process ke bare me jaanege.
Jese ki hm jaante hi hai ki milk teeth aane me babies ko bahot pain sehan krna padta hai.
Milk teeth Six month se niklana shuru hote hain and baby jab three years ka ho jata hai tab tak ye process chalta hai.
Means Milk teeth ka process 6 Month to 3years tak complete hota hai.
And jab bacha 6 years ka ho jata hai tab ye milky teeth tutna shuru hote hain and iske baad permanent teeth aane shuru hote hain. and permanent teeth ka process 6years to 14 years tak chalta hai.
Milk teeth sett me total 20 teeth aate hain.and ye 20 teeth five ke sett me divide hokr aate hain. Every sett me four teeth nikalte hain Two upper ke and two niche ke.
Friends pehle hm discuss krenge ki milky teeth aane ke signs kya kya hain?
1. Baby's gums becomes hard and red:--- Jab babies ke teeth niklane wale hote hain to masude fool kr red colour ke ho jate hain. Masooda foolne ke first day se five day ke beech teeth ki layer dikhne lagti hai uske baad four ya five days me teeth puri tarah nikl aata hai. means one to ten days ka cycle chalta hain ek teeth ke niklne me. bahot se babies ke ek sath hi two teeths nikl aate hain isi cycle me.
2. Babies feels very Irritation:-- Teeths niklne ke time babies bahot irritable ho jate hain. har time chid chid krte hain .thik se khelte nahi thik se khana nahi khate.because unko bahot pain ho raha hota hai is teething process me.isliye vo bahot irritable ho jate hain and bahot jayada cry krte hain.
3. Baby's Drool a lot during teething process:--- Milky teeth jab aate hain tab babies ke muh se bahot pani laar jesa niklta rehta hai. jis se aapko pta chal jayega ki aapke baby ka teeth process shuru ho gya hai.
4. Babies put their hands into their mouth:- jab teething process strat hota hai to gums fool jate hain or baby ko kafi pain and irritation hone lagti hai tab babies apne hatho ko ya kisi bhi cheez ko muh me daal kr chabane lagte hain.esa krne se unhe aaram milta hai.
5. Babies body temperature higher than usual:- Teeth niklne ke time babies ki body pehle se jayada garm feel hone lagti hai.isko hm bukhar to nahi keh sakte. kyonki is time baby ki body bahot mehnat kr rahi hoti hai teeth bahar nikaalne me.is vajah se unki body pehle se thoda jayada garm hone lagti hai.
6. Ruduction in baby's Diet:-- Teeth aane ke time babies ko bahot irritation hoti hai and vo milk ya khana thik se nahi khate. is se bhi pta chalta hai ki teething process shuru ho gya hai.
7. babies ke ears ke piche ki nase bhi fool jati hain jis se pta chal jata hai ki milk teeth process shuru ho gya hai.
So ye hain kutch normal and common signs jo aap feel krenge jab aapka baby teeth nikaalna shuru krega.
Important suggestion:- Baby ke mouth me aap jab bhi teeth chek krne ke liye finger daale to make sure ki aapke hands atche se wash kiye ho. aap ese touch krke bhi feel kr paayenge ki masoode kafi hard ho gye hain. means teething process strat ho gya hai.
Misunderstanding regarding loose motion and fever during teeth process:--- esa maana jata hai ki teeth niklne ke time loose motins lag jate hain .but esa kutch nahi hai. actually is time baby hr thing ko muh me daal kr chabata hai jis se pet me bacteriya chala jata hai is vajah se fever ya loosemotion hote hain. doctors bhi yahi kehte hain. so please is time saaf sfaai ka jayada dhayan de.jayada se jayada baby ki hygenic ka khayal rakhe.
Ab hm dekhte hain ki baby teeth order kya hota hai kese hota hai. total 20 teeth aate hain.and ye five ke sett me divide hokr niklte hain. every sett me four teeth niklte hain jisme two upper ke and two niche ke hote hain.
1. Central incisor:-- upper ke two teeth and niche ke two teeth milkar jo sett banta hai usko Central incisor kehte hain.ye bilkul center ke teeth hote hain.normally sbse pehle niche ke two teeth niklte hain fir upper ke two. jabki kutch bacho ke pehle upper ke teeth niklte hain fir niche ke.ye teeth 6 to 12 month ke ander aajate hain.
2. Lateral incisor:--- Second sett ko bola jata hai Lateral incisor. ye teeth center teeth ke sath wale hote hain. ye teeth sett 10 to 16 month ke ander nikal aate hain.
3. First Molor:-- Third sett ko bola jata hai first molor. ye thoda piche ke teeth hote hain and thode mote hote hain.inke niklte time bahot pain hota hai. First Molor 13 to 19 month ke ander niklte hain.
4. Canine:--- Fourth sett ko Canine kaha jata hai. ye bahot sharp teeth hote hain. inke niklne me bhi bahot jayada pain hota hai.16 to 23 month ke ander ye pura sett nikl jata hai.
5. Second Molor:-- Last or fifth sett ko second molor kehte hain. ye bilkul piche ke motte teeth hote hain.ye two years ke baad aate hain.inke niklne me bhi bahot pain hota hai. ye 23 to 33 month tak aate hain.
so ye milk teething process six month se start hokr 33 month tak chalta hai.
but kutch babies me ye time aage piche bhi ho skta hai. ye baby to baby depend krta hai. but agar ek saal tak bhi koi teeth na nikle to please aap doctor ko visit kre.ho skta hai body me kisi cheez ki kmi ke karan esa ho raha ho to doctor ke suggestions lo.
So doston i hope aapko aaj ka ye topic atcha lga ho.or ye teeth chart samjh aaya ho.
i hope iske according aap apne baby ke teeth process me unki help kar sakoge or unka jayada khayal rakhoge.
Aaj ke liye itna hi fir milte hai kutch new lekar.
love u all and God bless u.......

Very interesting post!! I am also looking for the best Kids Dentist in Gurgaon
ReplyDeletefor my child. You have really shared very interesting facts about the kids dental health.
thanks for ur appriciation...
Delete