Skip to main content

kese kre new born baby ki care?

Hello friends,
Kese hain aap,
Main hu aapki Manisha.
Welcome to all of u in "Healthy mann ki baat me"
Doston aaj hm baat krenge ek new born baby ki careing ke baare me.....

Friends jab ghar me ek payara sa nanha sa chottu sa mehmaan aata hai to khushiya to aati hi hai, but sath hi ek badi c responsibility ki tokri bhi hmare kandho pr aajati hai. hr samay ye dr lga rehta hai ki kutch esa na ho jaye ki jiss se hmare naazuk se baby ko hurt ho jaye  ya vo bimaar ho jaye. Hm apne baby ko hr takleef se safe rakhna chahte hain.
Isi regarding mere pass kutch suggestions hain jo main aap sb ke sath share krna chahti hu...... jinhe aap apni life style me apply krke apne baby ko sawasth rakh paaoge.

1.  Baby ko jab bhi feed krwana hai  tab us se pehle hath atche se wash krke clean kre.


2.Baby ko jab bhi touch kre hath puri tarah saaf ho iske liye handwash or sanitizer use kre.


3.Baby ko jab ghar ya bahar kisi ko bhi de to unke hands pr sanitizer jaroor daale.

4.Baby ki milk bottel or feed bowl atche se time to time Boil water se saaf krke rakhe.


5.Baby ke toys jinhe vo apne muh se touch krta hai vo  bhi atche se sanitized ho.


6.Baby agar chalne lga hai to make sure ki floor ko atche se firnaayal se clean kre.

7.Baby ko jo bhi khane ko do vo kafi der se open na pda ho or atche se wash krke hi do.

8.Baby ke diapers time to time change krte rahe, nahi to rashes padne ka dr rehta hai.

9.Baby ke muh me kabhi bhi bina wash kiya hand na daale.

10.Baby ko time to time sare jaroori injections, vitamins and polio drops dete rahe.

11.Baby jab raat ko khel kr thak jaye to uske hath pair atche se wash krke oil massage krke and saaf kapde change krke sulaye. is se baby relax hokr nini krega. or aap bhi.


12.Baby ko kabhi bhi uneasy kapde na pehnaye jisme vo khud ko uncomfortable mehsus kre.

doston ye kutch suggestions hain jis se aapka baby healthy and fit rahega.or vo healthy to aap tensionfree hokr uski cute cute shararte enjoy kr payengi.
ok dosto abhi ke liye itna hi fir milte hai kisi nai healthy mann ki baat ke sath...
Love u all
GOD bless u
bye....



Comments

Popular posts from this blog

How to maintain hygiene in COVID-19 ( coronavirus )

Hello Friends, Kaise hai aap sabhi main hu aapki blogger as well as youtuber manisha  welcome to my healthy mann ki baat  Aaj hum discuss karenge coronavirus se bachne ke liye kuch hygiene tips... Un jese dangerous diseases se khud ko aur apni families ko kaise safe rakhe with help of some hygienic habbits. take some steps to lower your risk of getting sick. here are some things you should do.:--- 1. Wash and clean everything:-  Sabhi products jo aap market se buy karke laate hain chahe wo Consume karne ke ho ya use karne ke ho unhe acche se clean kijiye if possible please wash them anotherwise you can sanitize them. I believe only in dettol but you can use any cleaning fluid which you have faith. aap khud sochiye koi bhi samaan jo aap tak pahunch raha hai vo many parsons ke hatho se touch hokr aa raha hai. isliye inko sanitize krna bahot jaruri hai. bina clean kiye direct use krna is not healthy for you and your family. even bacho ke new  toys bhi sanitize krke hi dij

Baby's Milk Teething Process

Hi friends, how are you, Main hu aapki Manisha, Sorry friends blog likhne me kafi delay ho gya. lakin ab yahi koshish rahegi ki jaldi se jaldi blogs likhti rahu and aapke sath apne mann ki baat share krti rahu...... Aaj ki healthy mann ki baat ka topic hai babies ke first teeth jinko milk teeth bhi kehte hai unke process ke baare me discussion. Friends hm sb parents ke mann me apne babies ki health ko lekr or unke growth ko lekr questions chalte rehte hain. or sath hi baby ke aane wale milk teeth ke baare me bhi hm sab uttsuk rehte hai.hm ye knowledge lena chahte hai ki hmare baby ke teeth kb aayenge kese aayenge or kab tak teeth process complete hoga? So aaj hm babies ke primary teething process ke bare me jaanege. Jese ki hm jaante hi hai ki milk teeth aane me babies ko bahot pain sehan krna padta hai. Milk teeth Six month se niklana shuru hote hain and  baby  jab three years ka ho jata hai tab tak ye process chalta hai. Means Milk teeth ka process 6 Month  to 3years tak

कैसे करें सर्दियों के मौसम में त्वचा की देखभाल?

नमस्कार दोस्तों, कैसे हैं आप सभी। मैं हूं आपकी ब्लॉगर साथ ही साथ you tuber मनीषा । आप सभी का स्वागत है मेरे ब्लॉग वेबसाइट हेल्दी मन की बात में (Healthy mann ki baat). दोस्तों सर्दी का मौसम आ चुका है सभी को सर्दी का मौसम बहुत अच्छा लगता है चिलचिलाती धूप गर्मी पसीने से सभी को छुटकारा मिल जाता है और तीखी धूप अब प्यारी और नरम लगने लग जाती है। सर्दियों का मौसम सेहत के लिए भी बहुत अच्छा माना जाता है सर्दियों में हम ड्राई फ्रूट्स का सेवन कर सकते हैं जिससे हमारे शरीर को कोई नुकसान भी नहीं होता। सर्दियों के मौसम में गरमा गरम भोजन करने का भी अपना ही आनंद होता है। सर्दियों के मौसम में  गरम मुलायम रजाई  में सोने का लुत्फ़ ही बहुत स्पेशल होता है।  परंतु सर्द हवाएं हमारी त्वचा की नमी को चुरा लेती हैं जिससे हमारी  त्वचा रूखी और बेजान होने लग जाती है, ऐसे में सर्दियों में लोग तरह-तरह के क्रीम लोशन इस्तेमाल करते हैं लेकिन इससे त्वचा पर कुछ ज्यादा खास या गहरा असर नहीं पड़ता है। इसलिए आज हम कुछ ऐसे घरेलू नुस्खों  की बात करेंगे जो आप बहुत आसानी से बना सकते हैं और इनका इस्तेमाल करके सर्दियों में अपनी त्वचा
satta king