Hi Friends,
How are you,
Welcome to healthy mann ki baat, main hu aapki Manisha,
Doston aaj hm discuss krenge bacho ko hone wali cough
ke reasons and cough ko thik krne ke liye kutch home remedies ke bare me, kutch esi home remedies hain jo easly se bnai ja skti hain khansi ko thik krne ke liye.

but solutions se pehle khansi ke reasons ke baare me jaan lete hain.. kyonki ye jan na bhi jaroori hai ki khansi kis vajah se ho rahi hai. taki reason ko bhi khatm kiya ja ske.
reasons:-
1. Virus or agar Air me flu fela hua hai to bhi khansi ho skti hai.
2. Agar bacha ese person ke contact me aaye jisko already khansi ho rakhi ho, to bhi bache ko infection ho skta hai.
3. Elergy from any food or place, Agar bache ko kisi khane wali thing se elergy ho to us cheez se bache ko dur rekhana jaroori hai. ya fir pollution area se ya smoke se bhi elergy ho skti hai.
4. Bache ko khansi bahot hi rare case me kisi big reason ki vajah se bhi ho skti hai, jese ki Asthma, nimoniya etc.
So cough ke reason ko bhi solve krna jaruri hai nahi to thik hone ke baad fir se cough shuru ho skti hai. isliye parents ki responsibility bnti hai ki cough and cough ke route dono ko solve
kre.
but agar khansi 7 days ke baad bhi thik nahi ho rahi ho or bache ko cough ki vajah se breathing problem ho rahi ho to please doctor se hi consult kre.
Friends ab hm un home remedies ke baare me baat krte hain jo mere twins ke liye to bahot useful rahi.
I hope aap bhi apne bacho ki khansi me in tips ko apply krenge and i am sure aapko bhi bahot atche result milenge.
1. Home made tulsi syrup:- Bacho ki khansi me sabse asardaar remedy hai tulsi Syrup, Sbhi ke gharo me tulsi plant hota hi hai. tulsi me bahot se anti bacterial qualities hoti hain. tulsi syrup bnanane ke liye sbse pehle tulsi ke kutch leaves ka ras nikaal lo fir isme thoda Ginger ka ras and thoda honey mila lo.
( Tulsi leaves juice+Ginger
ras+Honey=Tulsi syrup)
Ye Tulsi syrup one years se upper ke bacho ko de skte hain, kyonki one year se niche babies ko honey dena allowed nahi hota.
tulsi syrup bache ko day me 2 baar de skte hain. ek spoon morning me and ek spoon raat ko sone se pehle de skte hai. is tulsi syrup se bache ke gle ko bahot aaram milega and khansi bhi thik hogi.
2. Give plenty of Liquids:- Doston khansi ke time throat bahot irritable ho jata hai. pain krne lgta hai. ese me kutch khane ka mann nahi krta. but khansi me agar liquid form me kutch bhi diya jaye khane ko to is se irritable gle ko bahot aaram milta hai. gle ko relax milta hai kyonki khansi ki vajah se throat bahot sukh jata hai.
Agar aap baby ko breast milk de rahe ho to is se atcha to kutch hai hi nahi. kyonki breast milk me anti bodies hoti hain jo body ke infections ko fight krti hain and naturaly thik krti hain.
Agar baby 6 month se upper hai to baby ko milk me bahot small quantity haldi mila kr de skte hain. haldi wala dudh bahot atcha hota hai body se sare infection nikaalne ke liye.
Veg soups or non veg soups jo aapka bacha like krta hai usko peene ko de.
Soup me thoda lehsun add kr do is se bhi khansi me aaram milega.
Whole day gunguna water sip sip krke pilate rahe. is se bhi irritable gle ko aaram milega.
3. Mustard oil massage:- Sarso ke oil se massage krna bhi best hai cough me. sarso ke oil me thodi ajwaine and thoda lehsun add krke garm kr lo. fir gungune oil se bache ki chest, back, throat and arms ki massage kre and atche se bache ko cover kr do. direct air me na lejaye. A.C bhi off rakhe. means massage se body me heat aayegi or balgm melt hogi. bahot aaram milega mustard oil ki massage se aapke bache ko.
Mustard oil+ some garlic+some ajwaine= oil syrum for massage.
One hour baad gungune pani se bath krwa do. baby ko atcha feel hoga.
4. Give steam to your Baby:-- Friends Market me bahot sare steamers available hain.
Steamer se steam day me two baar de skte hain. steam dene ke time room bnd kr le.. but agar steamer nahi hai to kese steam de, iske liye bathroom me garm pani ka shawer on kar de, is se bathroom me steam bn jayegi or door bnd kr ke bache ko bathroom me ye steam do, esa krne se bache ki nose bhi khul jayegi and throat ko bhi aarm milega. balgam melt hokr tummy me chali jayegi or jab bacha potti krega to body se bahar nikl jayegi.
5. Apply Ghee massage on throat:--
Desi ghee ki kutch quantity garm krke fir gunguna hone pr bache ke throat and chest and back pr slowly slowly massage kro. is se khansi ke vajah se jo nase fool jati hain unko aaram milta hai. and khansi se bhi relif milta hai.
6. Make the baby sleep on a pillow:---
Baby ko agar flat surface pr sulayege to balgam gle me hi store ho jayegi jis se baar baar khansi uthegi but agar pillow pr head rakha hoga to maycuse niche chala jayega or bache ko khansi nahi uthegi .
7. Give Fresh air to ur baby:--- Dry cough me throat pura sukh jata hai. ese me baby ko fresh air me leke jao, jis se envirment ki nmi se baby ka gla moisterise feel hoga. and baby ko aaram milega.
8. Khichdi:--- cough me bacha khana nahi khana chahta, kyonki gla pain ho raha hota hai. tab khichdi with curd khane ko do. ye light food hai and khane me bhi easy hota hai. means jayada se jayada liquid tarah ke food khane me do.
9. Okra Soup:----- cough ko thik krne me bhindi ka soup bahot useful remedy hai.
isme bahot c properties hain jo khansi ko thik krne me helpful hoti hain. ye soup 8th month se upper ke baby ko hi de.
10. Turmeric Milk:- Haldi wala dudh to
bahot benificial hai cough or cold me. halki c chutki bhar haldi one gilass milk me add kr do. doston turmeric wala milk Six month ke baad ke baby se shuru kr skte hain. ek day me two baar de skte ho morning and night me, summers me day me only one baar pilao.
11. Jaggery:--
Gudd me bahot iron hota hai. ye gle ko bahot moisterise and clean krta hai. jaggery 8th month se upper ke baby ko dena shuru kre.
So friends ye thi kutch home remedies jo aap apne baby or bache ke according use kr skte ho. Home remedies se aaram milne me thoda time lagta hai . jab bhi aapko mehsus ho ki aapke bache me infection shuru ho gya hai to in home remedies me se jo aapke baby ko suit kre vo aap apply kr skte ho. mere twins ko bhi atmosphere change hone pr thoda thoda infection hone lagta hai. tab main inhi home nuskho ko use krti hu. and inse bahot relif milta hai. but agar aapke bache ko in home remedies se koi benifit nahi ho rahe, to aap doctor se hi consult kre.
I hope aapko atche lge ho ye home remedies for cough relif. and aap bhi inhe apply krenge, bas home remedies thoda time leti hain recover krne me, So Just Keep Patiance...
Aaj ke liye itna hi, jaldi milte hai kutch new topic lekar.
Ok bye and thanks ......
God bless to all of u.

Comments
Post a Comment