Hello Friends,
kese hain aap sbhi,
main hu aapki blogger Manisha, and welcome to my blog Healthy Mann ki baat......
Friends jesa ki aap jaante hi hai ki aajkal Ek bahot dangerous virus ko lekar sare world me stress bna hua hai. Yeh bahot hi khatarnaak and jaanlewa virus hai. Hum baat kr rahe hain Corona virus ki.
Yeh Corona Virus China ke Wuhaan city ke sea food market se shuru hua and China Ko apni chapet me Lene ke Baad puri duniya par khatarnaak baadalo ki tarah mandra Raha hai. China me tabaahi machane ke Baad ab ye another countries me bhi enter kr Raha hai.
Coronavirus China se dusri countries me un travellers ke through aaraha hai jo people China me travel krke Abhi Abhi apni country me vapis aarahe hain. Ya fir koi chini traveller apni country se hmari country me enter kar Raha hai. Aaj se 15 years pehle bhi esa hi khattra sare world par bna tha Saras virus ki vajah se. 2002-2003 me Sars virus ne world ke 700 se jayada logo ki Jaan li thi.
1. Kya hai Coronavirus :-------
Corona virus ek tarah ka viral infection hai jo ki one person to another person mein air se aur breath lene se and touch karne se transfer ho jata hai. yeh virus ek jaanlewa infection hai. World Health Organization ke according yeh virus sea food se connect hai. coronavirus ki starting china ke wuhan city ke sea food market se hui hai. Yeh virus bohot easily one person to another person ko infected kar raha hai. isiliye world health organization ne sabhi people ko iss virus se safe rehne ke liye informations jaari kr di hain. aur sath hi sabhi civil surgeons ko bhi corona virus se niptne ke liye instructions jaari kar diye hain.
2. India is also alert about Corona virus :-----
China mein tabahi machane ke baad corona virus ne india mein bhi dastak de di hai. india mein Haryana, Punjab, Hyderabad, Mumbai, Bihar mein bhi kutch people ko corona virus ne apni chapet mein le liya hai. isliye Indian Government ne bhi coronavirus ke risk se sabhi states ke people ko alert karne ke liye informations jaari kar di hain. Indian Government ki advisary ke according india ke Seven International Airports like Delhi, Mumbai, Hydrabad, Kochin, Kolkatta, Bangalore, Chennai airports
par tharmal screening ki arrangements kar di gai hai. iske according China and Hongkong se aane wale every travler ki medical investigation ki ja rahi hai. agar tharmal screening krte huye kisi passanger mein coronavirus ke symptoms dekhe ja rahe hain to unko under observation me rakhne and unke test ke liye samples liye jane ki parkriya ki ja rahi hai. ese patients ke liye sbhi jagah Isolation ward ready kiye ja rahe hain.
Corona virus se infected patients ko at a time hospitalized kiya ja raha, taaki is viral infection se dusre logo ko bachaya jaa ske. abhi tak coronavirus se bachaav ke liye koi vaccination and koi antibiotics medicines available nahi hain.
Corona virus ne china se shuru hokar aaj Japan, America, Singapore, Honkong, Thailand and India sbhi countries ko apni chapet me lena shuru kr diya hai.
3. Coronavirus ke Symptoms:-------
Corona virus ke symptoms normal virus ke symptoms jaise hi hai like :--
1. Fever
2. Cold and cough
3. Headache
4. Continue running nose in cold
5. Breathing problem
6. Organs failure
7. Low immunity system
8. Danger for Pregnant Ladies
Agar koi person corona virus se infected ho jata hai to uske 14 days ke baad iss virus ke symptoms dikhai dene lagte hain. corona virus ke patients mein normally cough, cold, throat pain, Breathing problems and fever jaise starting symptoms dikhai dete hai but iske baad yeh virus body ke andar puri tarah spread ho jate hai aur kidney ko damage kar dete hain, dheere - dheere all orgains damage ho jate hain. and last stage is death.
4. Kya corona virus ka koi treatment hai ? :--
No, abhi tak corona virus ka koi treatment nhi hai. kisi bhi new virus ya disease ko understand karne ke liye and unka solution search krne mein bohot years lag jate hain. abhi tak corona virus se surksha ke liye koi vaccination bhi available nhi hai. aur corona virus mein koi antibiotic medicine bhi relief nhi deti. corona virus ke treatment ke liye scientist medicine and vaccine banane ka kaam abhi kar rahe hain.
5. Precautions for Corona virus :------ Jesa ki aap jaante hi hain ki corona virus ke liye abhi tak koi medicine or vaccination available nahi hai. Antibiotics will not work on Coronavirus. abhi bas kutch precautions use krke isko jayada spread hone se roka ja skta hai:-
1. Strictly follow proper Personal Hygiene.
2. Take Vitamin-C.
3. Immunity system strong rakhe.
4. Take hot vegetables soups only.
5. Drink luke warm water.
6. Hand shake and ek dusre ke gale Milne Ko avoid kare.
7. Cough and cold ke time hanky or tissue use kre.
8. Hand wash karte rahe .
9. Hand wash ke liye liquid soap and hot water use krna best hai.
10. Without hand wash don't touch your eyes, nose and mouth.
11. Sanitizer ka use kre. If water and soap available nahi hai to us time sanitizer is best option for cleaning our hands.
12. Unwell people se distance bna kar rakhe.
13. If you are not feel well then you have to also make a distance from others. And take a rest.
14. Apne throat Ko dry na hone de, thodi thodi time Baad hot water sip sip krke pijiye.
15. D-Hydration na hone de.
16. Non veg avoid kre. Mostly vegetarian food hi khaye.
17. Jayada croud wale area Ko avoid kre. Agar Jana bahot jaruri hai to mask wear kre.
18. Public toilets use krne ke Baad hands atche se saaf kre. Sanitizer ka use kr skte hain.
19. Bus, train , taxi mein travelling ke time sanitizer use kre.
20. A.T.M use krne ke Baad Apne hands Ko atche se sanitized kre.
21. Coronavirus se infected person se three feet ka distance bna kar rakhe.
22. world health organisation ki advisory ke according Sabhi civil hospitals mein isolation ward ready kiye jaye. And infected patients ko jaldi se jaldi hospitalized kiya jaye. And doctors bhi apna khayal rakhe. Patients ko check karte time sbhi doctor staff masks, gloves, Gowns pehne. And sath hi apni eyes ka bhi dhayan rakhe.
23. Patients ki medical examination krne ke Baad sare medical instruments Ko bhi atche se sanitized kre.
24. Strictly stay away from Poultry, Sea foods, Animal products, Cold drinks, Icecreams, long time packed snacks, Sweets, Chocolates etc...
25. Apni immunity system ko strong banane ke liye healthy food khaye. If immunity System is strong then no any virus inserts in your body..
Friends is jaanleva virus se bachne ke liye abhi koi vaccination available nahi hai, bas is time bataye gye precautions ka dhayan rakhe. yahi kutch saavdhaniya hai jo hme iss coronavirus ke risk se bacha skti hain.
friends main chandigarh se belong krti hu to mere aas pass ke coronavirus ke baare mein updates main aapse share jarur krugi.
Chandigarh me coronovirus se niptne ke liye U.T ke sbhi Govt.hospitals mein isolated ward ready kiye gye hain.
Mohali mein bhi phase -6 mein civil hospitals mein Isolation ward ready kiye gye hain. and sath hi 104 number ki helpline shuru ki gai hai specially coronavirus ki emergency ke liye.
Haryana health deparment ne bhi china se aane wale every person ki medical examination compalsary kr di hai. haryana mein bhi sbhi districs me isolation ward ready kiye gye hain.
Corona virus ki testing ke liye samples pack hoker flight ke through pune national Institute of virology ( N.I.V ) mein send kiye jate hain. within 2 - 3 days mein iski reports aa jati hai. hospitalized patients ko jyada se jyada quantity mein liquid food diya jata hai so that to safe the patient's body orgains to failure.
So friends corona virus se apne aap ko safe rakhiye . apni personal hygiene maintain rakhiye. aur sabhi jaroori precautions ko life mein apply kijiye.
I hope aaj ke blog se aap sabhi ko corona virus ke dushman se fight karne mein help milegi. aaj ke liye itna hi fir milte hai ek new topic ke sath .
Be Hygiene Be Healthy.......
Thanks.....
God bless you......
Love u all......

Comments
Post a Comment